BISMILLAHIRRAHMANIRRAHIM
▔ ▔ ▔ ▔ ▔ ▔ ▔ ▔ ▔ ▔ ▔ ▔ ▔ ▔ ▔ ▔ ▔
■ ZAKAAT KE MASAIL ■
◆ PART- 11 ◆
● MAALE TIJARAT ME KYA KYA
DAKHIL HE..
◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆
★ Maale Tijarat me har wo cheez dakhil he jisko Aadmi ne bechne ki niyat se kharida ho, ( aur Yahi niyat baqi ho )
★ Lihaza Jo log investment ki garz se plot kharid lete he'n aur shuru hi se niyat hoti he k jab achchhe paise milenge to usko farokht karke usse munafa kama lenge to us Plot per bhi Zakaat waajib he,
⇨ lekin agar Plot is niyat se kharida k agar moqa hua to us per Riha'ish ( residence) ke liye Makaan banwa lenge ya moqa hoga to usko Kiraaye per chada denge ya kabhi moqa hoga to usko farokht kar denge,,,,,,,,
Yani koi waazeh niyat nahi he Balki wese hi kharid liya he to is soorat me us Plot ki qeemat per zakaat waajib nahi he,
↳ NEXT -12, INSHA ALLAH TA'ALA,
↳® ZAKAAT KE MASAIL, MUFTI MUHAMMAD NAJEEB QASMI,
------------
ΡLЅ FORWARD TO ALL MUSLIM. ━═────────────═━
www.DawatTabligh.com
👉JOIN TO رجال الاسلام GROUP👈
MALE & FEMALE.
→ + 91 - 7359831011.
→ + 265993780087.
BISMILLAHIRRAHMANIRRAHIM
︽ ︽ ︽ ︽ ︽ ︽ ︽ ︽ ︽ ︽ ︽ ︽
■ ZAKAAT KE MASAIL ■
◆ PART- 12 ◆
● ZAKAAT KE HISAAB KE LIYE
TAREEKH MUTAYAN KARNA...
◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆
◆ Aksar log sirf Ramzan me zakaat nikaalte he'n aur usi me hisaab karte he'n, Ramzanul Mubarak me Zakaat nikaalne ki fazilat to he lekin apne maal ka hisaab bhi Ramzan hi me kiya jaye? Isme bahut si kharabiya he"n,
→ Isliye k Zakaat ka sahi tareeqa ye he k Aap Qamri Maah ( Chand ki tareekh ) ki jis tareekh ko Sahibe Nisaab hue the, hamesha wahi tareekh aapki zakaat ke hisaab ke liye mutayan rahegi,
◆ is Tareekh me Aapke paas Jo Sona, Chandi, Maale Tijarat aur Naqdi Jo kuchh bhi ho, chahe ek Roz pehle hi mila ho sab per zakaat Farz hogi, Zakaat ka hisaab isi tareekh ko hoga Ada chahe jab kare,
◆ Agar darmiyan saal me nisaab keep mutabik maal bilkul nahi raha to ab fir ( dobara ) jis tareekh me Sahibe Nisaab honge, wo tareekh mutayan hogi,
◆ Agar Sahibe Nisaab banne ki Qamri tareekh ( chand ki tareekh ) yaad nahi ho to goro fikr ke baad jis tareekh ka itminan zyada ho wo mutayan hogi,
◆ Agar kisi tareekh ka bhi itminan na ho to khud koi Qamri tareekh Mutayan kar lijiye, isme Angrezi Saal se hisaab karna durust nahi he,
↳® AHSANUL FATAWA, 4/205
↳ NEXT -13, INSHA ALLAH TA'ALA,
↳®FIQHUL IBADAAT, 147

︽o︽o︽o︽o︽o︽o︽o︽o︽o︽o
■ ZAKAAT KE MASAIL ■
◆ PART-13 ◆
◆ ZAKAAT KI MIKDAAR ◆
◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆
● Sona, Chandi, Maale Tijarat ki qeemat lagakar usme Naqdi Jama karke Jab majmui maaliyat ( Jama Punji ) maloom hogi to ab Zakaat ki mikdaar
2-1/2 % ( 2.5 % ) Yani 40 va hissa
Ya 40 Rupye per 1 Rupya Zakaat Ada karna zaruri he,
★ ( Sona Chandi, Maale Tijarat me us din ki qeemat ( Bazaar ki Rate ) ke etbaar se hisaab hoga )
↳ NEXT -14, INSHA ALLAH TA'ALA,
↳®FIQHUL IBADAAT, 275
------------
ΡLЅ FORWARD TO ALL MUSLIM. ━═─────────────═━
www.DawatTabligh.com
👉JOIN TO رجال الاسلام GROUP👈
MALE & FEMALE.
→ + 91 - 7359831011.
→ + 265993780087.
BISMILLAHIRRAHMANIRRAHIM
︽ ︽ ︽ ︽ ︽ ︽ ︽ ︽ ︽ ︽ ︽ ︽
■ ZAKAAT KE MASAIL ■
◆ PART-14 ◆
● SONA CHANDI PER ZAKAAT...
◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆
★ Sona Chandi ki har cheez per zakaat waajib he, Asli zari, Sona Chandi ke Batan, vagera in Sab per zakaat Farz he Chahe Thappa, Gota aur Zari kapde me lage ho,
👉 TAMBEEH 👈
⇨ Bahut se logo ka khayal hota he k Sona Chandi ke istemali zevraat vagera per zakaat Farz nahi, Halanki Shar'an zevraat istemali ho ya gair istemali sab per zakaat Farz he,
★ Hazrat Abdullah bin Amru bin Aas Raziyallahu Anhu se rivayat he k ek khatoon apni ek Ladki ko lekar Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ki khidmat me haazir hui, Us ladki ke haath me Sone ke mote bhari Kangan the,
Aap Sallallahu Alaihivasallam ne puchha: -
" Kya tum in Kangano ki zakaat deti ho? "
Usne arz kiya k me zakaat nahi deti,
Aap Sallallahu Alaihivasallam ne farmaya,:-
" Kya tumhare liye ye baat khushi ki hogi k Allah ta'ala tumhe Kangano ki ( zakaat na dene ki ) Vajah se qayamat ke din aag ke Kangan pehnaye? "
Allah ta'ala ki us bandi ne dono Kangan haath se utaarkar Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ke saamne daal diye aur arz kiya,:-
" Ye Allah ta'ala aur Uske Rasool Sallallahu Alaihivasallam ke liye he'n,
↳ ® SUNAN ABU DAOUD JAMIA TIRMIZI,
↳ NEXT -15, IN SHA ALLAH TA'ALA,

◆ PART-15 ◆
● MIL KAARKHANO. PER ZAKAAT...
◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆◇◆
★ Kaarkhana aur mil ki imaarat aur masheen vagera per zakaat Farz nahi lekin usme Jo maal tayyar hota he us per zakaat Farz he,
★ isi tarah Jo Khaam Maal ( Raw material ) Kaarkhane me samaan tayyar karne ke liye rakha he, us per bhi zakaat Farz he,
↳ ® BA- HAWALA
DURRE MUKHTAR, SHAMI,
↳ NEXT - 16,IN SHA ALLAH TA'ALA,
↳®FIQHUL IBADAAT, 276

ConversionConversion EmoticonEmoticon